Friday 13 May 2016

Different between Adsense and Affiliate Marketing








Different between Adsense and Affiliate Marketing



hi dost aaj mai ek bahut hi jaruri topic  lekar aaya hoo,  wo hai adword aur affiliate market,
Bahut sare blogger kuch confuse ho jate hai ki adword aur affiliate market ek hi hai ,
lekin dost ye dono hi alag alag kam karata hai,

1) Adsense -  Jab hum apne blog me kisi  advertising ko dekhate hai aur uspar koi clik
karata hai to wo ad co, hume us clik ka paisa deta hai. Jaise Adsense, Chitika  ye sab
ad co, hai jo apne ad dekhane ka paisa deta hai ,


2) Affiliate -  Jab hum apne blog me kisi ad co. ka product ya items apne blog ke jariye sale
karate hai, to company apne product ka 10% commission hume deta hai, Yani agar hum
apna blog me product sale karene ka commission pate hai, for example-  Amazon, Flipkart,
Snapdeal, ye sab affiliate co. hai jo apna items ko sale karne ka paisa deta hai.


To dost ab aplog samajh gaye hoge ki adsense aur affiliate ye dono alag kam karate hai.






















No comments:

Post a Comment