Wednesday 4 May 2016

how to meet to god

aksar dekha gaya hai ki , insaan hamesha god ko khojane ke liye  ya phir
pooja se bahut kimti saman god ko bhet karate rahate hai, taki god use pa sake, magar insaan ko ye pata nahi hota hai ki god jyadah dikhawa pasand nahi karata, nahi jyadah mahangi saman ka,  god to insaan ko khud apne hatho se sare duniya me batne rahate hai. wo bhala insaan se kya lena chahega,

agar god ko pasand ya phir dekhna hai to apne man ka daewaja kholo , jo kai janam janam se andhkar
aur ahankar ke bich phasa hai jiske karan god ko insaan nahi dekh pate,  god se milane bahut hi asaan
rasta hai. ki aap kisi garib  ko kuch khila do,  kisi garib ko jitna ho sake kuch madad kar lo,  isse tumhara aatma ko bahut sakun milega , aur jab yumhara aatma ko sakun milega to tum samajh lena ki god se milane ka darwaza khul gaya hai. kyoki aatma hi asal me god ka hi ek ansh hai jo har insaan ke andar rahata hai, to he manaw god ko jyadah dur khojane ki jarurat nahi hai wo aap ke pass hamesha aur kai janmo se aap ke andar birajmaan hai sirf aap ko use mahsush karna hai .

jai sriram, 

1 comment: